Aqal Walon k Muqadar mai kahan zoq-e-junoon FARAZ
Ishq Walay Hain Jo Har cheez Luta Detay hain
............
Surkh Ghulab k Sarey Mausam Tere Naam
Her Subah ka pehla Ujaala Tere Naam
Teri Yaad ka behta Darya Mere lye
Behti Jheel mai Phool Kanwal ka Tere Naam
.............
UNKO INKAAR GALAY MILNAY SAY
AUR MERI EID RAHI JAATI HAI
...........
On the pages of roses
With the ink of moonlight
A pen of love have written
only few words for u
HAPPY EID MUBARAK......(LOVE U)
............
may this auspiciours festival openup new vistas of peace,
prosperity and beatitude for u.
wishing u a very warm, joyous and frolicsome eid
..........
Bakari wala: ye bakara 20000 ye 10000 ye 5000 or wo wala sirf sirf 500 ka
gahak: wo 500ka kyu hai?!!!!!!!!
bakari wala : Sahib Ye china Hai Hai Koi Garunty NahinGhar Ja Ker Bhonkna Shru Kar de.
.............
Khushion se Bhari, Phoolon se Dhaki, khushbaon main basi, Rango main saji, Taron main chupi, Sapno main Dhali, AUR shabnam main Dhuli "EID MUBARAK"
.............
zindgi ka her pal khusheyo se kam na ho
ap ka her din eid ke din se kam na ho
assa eid ka din app ko hamesha naseeb ho
eid mubarak
..........
Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
.........
Mubarak mauka Allah ne atah farmaya,
ek baar fir bandagi ki rah pe chalaya
Adaa karna apna farz tum khuda ki liye..
Khushi se bhari ho eid ul adha apke liye !!
...........
Eid ul azha is eid of sacrifice, and commitment to Allahs orders,May Allah bless us with the same in all circles of life,and help all amongst us, who r helpless,worried, and waiting for his rehmat, Ameen. Eid Mubarak.
............
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milka kare yahi wada,
Khuda ka hi raho mai hum chalange sada.
Sare Musalman ko EID MUBARAK.
.................
Comments
Post a Comment
Please Comment Here